Eid Ka DiN Hai
Eid Ka Din Hai Aaj To GhaLay MiL Lay ZaaLim
Eid Ka Din Hai Aaj To GhaLay MiL Lay ZaaLim
Rasam-E-Duniyaa Bhi Hey, MoKaa Bhi Hay, Dastoor Bhee Hai
iShQ iSs Tarhaan Kay Ghustaakh Taaza Naa Kare
HuSsan Mazdoor Bhii, Majboor Bhii, MaGhroor Bhii
Gharoor-e-HuSsan Kay Sad'kay Mohabbat Yoon Nahain Kartay
Bharriii MehFiL May Zaaher DiL Kee Wehshat Yun Nahain Kartey
Yeh Maana Tumm HaSeen Ho, Tumhain HaQ Hai Sharaarat Kaa
KiSsii Kee Jaan Pay BaN JaAye Sharaarat Yoon Naheen Kartay
Kuchh Apnay HuSsan Kii Khairaat Day Do Humm Fakeeroon Ko
KiSii SaahiL Ko Apnay Dar Say RukhSat Yun Nahein Kertey
Hayyaa Aur Sharam Ko Hum HuSsan Kaa Zewar Samjhtay Hain
Yeh Zewar Loottaa Key Day Jaaye Sakhaawat Yoon Nahain Kartey
Tumhaari Aik Nazar Per FaisLa Hai ZindaGaani Kaa
MaSeehaa Ho Key BeeMaaroo'n Say Ghaflat Yun Nahein Kartey
Aap Ney Jo Kahaa Wohee Theek Sahii
Meraa Kehnaa Bhee Kuchh Buraa Toh Nahain
Kay Eid Ka DiN Hay Aaj To GhaLay MiL Lay
Rasam-E-Duniyaa Bhi Hey, MoKaa Bhi Hay, Dastoor Bhee Hai..??