Arz-e-Gham Kabhi Us Kay Ro-Barro Bhi Ho Jaye
Shayari To Hoti Hai, GuftaGu Bhi Ho Jaye
Zakham-e-Hijar Bharnay Say Yaaad To Nahein Jaati
Kuchh Nishaan To Rehnay Hain, Dil Rafu Bhi Ho Jaye
Rannd Hain Bharay Bethay Aur May-Qada Khaali
Kiya Banay Jo Aisay Mein Aik 'Ho' Bhi Jaaye
Main Edhar Tann-e-Tanha Aur Udhar Zamaaana Hai
WaAye Gar Zamaanay Kay Saath, Tu Bhi Ho Jaaye
Pehli NaaMuradi Ka Dukh Kahein Basrta Hai
Baad Mein AGar Koi Surakh Rop Bhi Ho Jaaye
Deen-o-DiL To Kho Bethay Ab "Faraaz" Kiya Hai
Koye Yaar Mein Ghaarat Aabro Bhi Ho Jaaye....??

0 comments:
Post a Comment