Like This Page

Friday, November 22, 2013

Jhoot Urdu Poetry Jhoot Urdu Shayari & Jhoot GhazaL Parveen Shakir

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:57
Jhoot Urdu Poetry Jhoot Urdu Shayari & Jhoot GhazaL Parveen Shakir
BoLaa Thaa Naa Chhorh Kay JaAo Gayy Toh Marr JaAon Geeee

Abb To Maan JaAo Mein Jhooth Naheeein BoLaa Kartii Thii..??

Parveen Shakir Urdu Sad GhazaLs

Woh DuLLHan Kay Roop May Kharrii Thii
Parr Woh Kissii Aur Key Lieye Sajjii Thii

Aaj Bhee Us Kaa Roopp Wohee Suhaana Tha
Jissay Main Dekhtaa Thaa Aur Deewaana Thaa

Ussey Paane Kee Justaju Thii UsSay Paana Thaa
Parr Ussy Kahaa Merii ZindaGii Mey Aana Thaa

Aankhu'n Mey Ashq Liye Daikhtaa Reh Geya
Merii Aankhu'n Say Ashko'o Kaa Toofaan Beh Geya

Voh DuLL-Han Key Roopp Mey Kharrii Thii
Mere Liye Nahein Kissii Aur Kay Leye Sajjii Thii

DiLL Mey Jo Dhakk Dhakk Ho Rahee Thee
Merey DiLL Kee Dharkan Bhee Ro Rahee Thee

Poochho Naa Mujh Say Kiya Beettii Mujh Per Kiya Sehh Raha Tha
Uss Kee DoLii Ko Jaatat Huway Daikh Rahaa Thaa

Woh DuLLHan Kay Roop Me Kharrii Thii
Per Woh Kissii Aur Ke Lieye Sajjii Thii..??

Hamare Saamne Beth Kar Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:52
Hamare Saamne Beth Kar Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir
Maar Do Jaan Say Koie Ghamm Naheen, Par Yeh Sazaa Matt Do

Kay Hamaaray Saamnay Baith Karr Ham Ko Tumm AjNabii Sey LaGo..??

Parveen Shakir Urdu Poetry Urdu Shayari

Aankh Kee Nandiya Aashq Kee Nadiya Yaad Tamhaari Chand Kee Raat

Jharrna JuGnoo Timm Timm Taare Kitni Piyaarii Chand Kee Raath

Sukhay Pattay Sardd HawaAin Soonii Sarkeen Main Aur Tumm

Shah Aur MaLkaa Haath Hein ThaaMain Aur Darbaarii Chand Kee Raat

Mera Bachhpann Dorr Patann'Gain Pakkii Neendain Kachayy Gharr

Chhupan ChhupaAiie Chheena Jhaptti Raaj DuLaArii Chand Kee Raat

Tashh Kay Pattay Yaar Hamaaray MeiLii Chadarr Gehrii ChaaL

Saans Kaa Hukka Behkkii Baatain Hamm Pat Taarii Chand Kii Raat

Seip Gohar Motti Ko Dhoonday SaaGar SaaGar Phirttii Thii

Mehakk Teray SaahiL Pay Uttrrii ShoQ Kee Maarii Chaand Kee Raat..??

Dard Thama Rehta He Urdu Poetry Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:46
Dard Thama Rehta He Urdu Poetry Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir Poetry
Paass Jabb Takk Woh Rahay Dard Thammaa Rehtaa Hay

PhaiLtta Jaattaa Hey Phirr Aankhh Kay Kaajall Kee Tarahaan..??

Parveen Shaakir Urdu Poetry Aankhain

BharKaAain Merii Piyyaass Ko Akser Terii Aankheen
Sehrraa Mera Chehrra Hey Samanndarr Terii Aankhain

Phirr Koan BhaLaa Daad-e-Tabussam Inhain Dai Gaa
RoyyeenGee Bohat Mujh Say Bichharr Karr Terii Aankhein

KhaaLii Jo Huwi Sham E GharibaA'n Kee HatheLii
Kiya Kiya Naa Loottaatti Raheen Guhar Terii Aankhain

BujjaL Nazar Aatee Hain BaZaahir Mujhey Lekin
Khulltti Hain Bohat DiLL May Utarr Karr Terii Aankhe

Abb Takk Meri Yaado'o'n Se MittaAye Nahaiin Mitt'taa
BheeGii Huwii Aik Shaam Kaa Manzar Terii Ankheen

Mumkkin Ho Toh Aik Tazaa GhazaL Aur Bhee Keh Lun
Phirr Aorh Naa Laen Khuwaab Kee Chaaddarr Terii Aankheein

Main Sang_E_Sift Aik Hee Raastey May Kharra Hoo'n
Shayyed Mujhay Daikhein Gee PaLatt Karr Teri Aankhain

Yoo'n Daikhttay Rehna UsSay Acchhaa Nahain
Voh Kaanch Ka Pekar He To Pathar Hain Terii Aankheeen..??

Wednesday, November 20, 2013

Aaj Tanha Hoon To Kisi Ne Aawaz Tak Nahin Di Parveen Shakir 2 Line Poetry 2014 Urdu Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 23:46
Aaj Tanha Hoon To Kisi Ne Aawaz Tak Nahin Di Parveen Shakir 2 Line Poetry 2014 Urdu Poetry
Aaj Tanhaa Hoo'n Toh Kissii Nay Aawaaz Takk Naheen Diii

KaLL Jabb Takk MehFiLL May Thii LoGoo'n Kaa Hajjoom Thaa..??

Parveen Shakir Urdu Poetry  Aankhoon Me Koi

Aankho'on Mai Koei Khuwaab Utarrnay Naheen Daitaa
Yeh DiL Hai Kay Mujhay Chain Se Marrney Nahain Deitaa

Bichharrey To Ajabb Piyaarr Jitaataa Hey Khatoo'n May
MiLL JaAye To Phirr Hadd Se Guzarrne Nahee Deita

Vo Shakhs KhizAan Rutt Mai Bhee Muhtaat Hey Kitna
Sookhay Howay PhooLoo'n Ko Bikharrney Nahean Daitaa

Aik Roz Terii PiyaaSs Khareeday Ga Vo Ghabroo
PaAni Tujhay PanGhatt Se Jo Bharrnay Nahe Deita

Wo DiLL May Tabussam Kee Kiran GhooLnayy VaaLaa
Rottay To Ruttoo'n Ko Bhee Sanwarrnay Nahee Daita

Main Uss Ko ManaAun Ke Gham-e-Daharr Se Ulljhu'n
Voh Koei Kaam Bhee Mujhey Karne Nahain Daitaa..??

Urdu Nazam Parveen Shakir Urdu Nazam 2 Line Poetry 2014 Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 20:43
Urdu Nazam Parveen Shakir Urdu Nazam 2 Line Poetry 2014 Poetry
Wohii Muntezir NiGhaheen, Wohii Shaam-E-Gham Kaa Aalam

Humm AzaL Say Deikh Rahayy Hein Tearii Waapsii Kee Raaheen..??

Parveen Shaakir Sad Urdu Poetry Guzar Jaatay Hain

Hasbb-e-Duniya Se Guzar Jaatey Hain
Aisaa Kerte Hain Kay Mar Jaatey Hein

KeSsay Hotay Hain Bichharne VaaLeyy
Hamm Yeh Sochain Bhee To Dar Jaatyy Hein

DiLL Jo Toottay To Ser-e-Mehfil Bhee
BaaLL BeWajhaa Bikharr Jaatey Heain

Abb Naa Daikho Merii Banjjarr Aankhain
Charhtay Darryaa To Aksar Utarr Jaatay Haein

Dhoop Kaa Roopp Rachaanay WaaLey
Shaam Ko Aur Nikhharr Jaatey Heain

Abb Naa Murr Murr Key PukaAro Unn Ko
LoG Raastay May Theharr Jaate Haein

KhaALii Daamann Seyy Shikaayyat Keisee
Aasshhkk Aankhoo'n Mai To Bharh Jaaty Hain

Tumm Kahaan JaAo Gey Socho
LoG Thhakk Haar Ke Ghar Jaatay Heain..??

Followers

01-12-2013 Start 1