Like This Page

Friday, November 22, 2013

Hamare Saamne Beth Kar Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:52
Hamare Saamne Beth Kar Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir
Maar Do Jaan Say Koie Ghamm Naheen, Par Yeh Sazaa Matt Do

Kay Hamaaray Saamnay Baith Karr Ham Ko Tumm AjNabii Sey LaGo..??

Parveen Shakir Urdu Poetry Urdu Shayari

Aankh Kee Nandiya Aashq Kee Nadiya Yaad Tamhaari Chand Kee Raat

Jharrna JuGnoo Timm Timm Taare Kitni Piyaarii Chand Kee Raath

Sukhay Pattay Sardd HawaAin Soonii Sarkeen Main Aur Tumm

Shah Aur MaLkaa Haath Hein ThaaMain Aur Darbaarii Chand Kee Raat

Mera Bachhpann Dorr Patann'Gain Pakkii Neendain Kachayy Gharr

Chhupan ChhupaAiie Chheena Jhaptti Raaj DuLaArii Chand Kee Raat

Tashh Kay Pattay Yaar Hamaaray MeiLii Chadarr Gehrii ChaaL

Saans Kaa Hukka Behkkii Baatain Hamm Pat Taarii Chand Kii Raat

Seip Gohar Motti Ko Dhoonday SaaGar SaaGar Phirttii Thii

Mehakk Teray SaahiL Pay Uttrrii ShoQ Kee Maarii Chaand Kee Raat..??

Dard Thama Rehta He Urdu Poetry Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:46
Dard Thama Rehta He Urdu Poetry Urdu Shayari & Ghazals Parveen Shakir Poetry
Paass Jabb Takk Woh Rahay Dard Thammaa Rehtaa Hay

PhaiLtta Jaattaa Hey Phirr Aankhh Kay Kaajall Kee Tarahaan..??

Parveen Shaakir Urdu Poetry Aankhain

BharKaAain Merii Piyyaass Ko Akser Terii Aankheen
Sehrraa Mera Chehrra Hey Samanndarr Terii Aankhain

Phirr Koan BhaLaa Daad-e-Tabussam Inhain Dai Gaa
RoyyeenGee Bohat Mujh Say Bichharr Karr Terii Aankhein

KhaaLii Jo Huwi Sham E GharibaA'n Kee HatheLii
Kiya Kiya Naa Loottaatti Raheen Guhar Terii Aankhain

BujjaL Nazar Aatee Hain BaZaahir Mujhey Lekin
Khulltti Hain Bohat DiLL May Utarr Karr Terii Aankhe

Abb Takk Meri Yaado'o'n Se MittaAye Nahaiin Mitt'taa
BheeGii Huwii Aik Shaam Kaa Manzar Terii Ankheen

Mumkkin Ho Toh Aik Tazaa GhazaL Aur Bhee Keh Lun
Phirr Aorh Naa Laen Khuwaab Kee Chaaddarr Terii Aankheein

Main Sang_E_Sift Aik Hee Raastey May Kharra Hoo'n
Shayyed Mujhay Daikhein Gee PaLatt Karr Teri Aankhain

Yoo'n Daikhttay Rehna UsSay Acchhaa Nahain
Voh Kaanch Ka Pekar He To Pathar Hain Terii Aankheeen..??

Wednesday, November 20, 2013

Aaj Tanha Hoon To Kisi Ne Aawaz Tak Nahin Di Parveen Shakir 2 Line Poetry 2014 Urdu Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 23:46
Aaj Tanha Hoon To Kisi Ne Aawaz Tak Nahin Di Parveen Shakir 2 Line Poetry 2014 Urdu Poetry
Aaj Tanhaa Hoo'n Toh Kissii Nay Aawaaz Takk Naheen Diii

KaLL Jabb Takk MehFiLL May Thii LoGoo'n Kaa Hajjoom Thaa..??

Parveen Shakir Urdu Poetry  Aankhoon Me Koi

Aankho'on Mai Koei Khuwaab Utarrnay Naheen Daitaa
Yeh DiL Hai Kay Mujhay Chain Se Marrney Nahain Deitaa

Bichharrey To Ajabb Piyaarr Jitaataa Hey Khatoo'n May
MiLL JaAye To Phirr Hadd Se Guzarrne Nahee Deita

Vo Shakhs KhizAan Rutt Mai Bhee Muhtaat Hey Kitna
Sookhay Howay PhooLoo'n Ko Bikharrney Nahean Daitaa

Aik Roz Terii PiyaaSs Khareeday Ga Vo Ghabroo
PaAni Tujhay PanGhatt Se Jo Bharrnay Nahe Deita

Wo DiLL May Tabussam Kee Kiran GhooLnayy VaaLaa
Rottay To Ruttoo'n Ko Bhee Sanwarrnay Nahee Daita

Main Uss Ko ManaAun Ke Gham-e-Daharr Se Ulljhu'n
Voh Koei Kaam Bhee Mujhey Karne Nahain Daitaa..??

Urdu Nazam Parveen Shakir Urdu Nazam 2 Line Poetry 2014 Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 20:43
Urdu Nazam Parveen Shakir Urdu Nazam 2 Line Poetry 2014 Poetry
Wohii Muntezir NiGhaheen, Wohii Shaam-E-Gham Kaa Aalam

Humm AzaL Say Deikh Rahayy Hein Tearii Waapsii Kee Raaheen..??

Parveen Shaakir Sad Urdu Poetry Guzar Jaatay Hain

Hasbb-e-Duniya Se Guzar Jaatey Hain
Aisaa Kerte Hain Kay Mar Jaatey Hein

KeSsay Hotay Hain Bichharne VaaLeyy
Hamm Yeh Sochain Bhee To Dar Jaatyy Hein

DiLL Jo Toottay To Ser-e-Mehfil Bhee
BaaLL BeWajhaa Bikharr Jaatey Heain

Abb Naa Daikho Merii Banjjarr Aankhain
Charhtay Darryaa To Aksar Utarr Jaatay Haein

Dhoop Kaa Roopp Rachaanay WaaLey
Shaam Ko Aur Nikhharr Jaatey Heain

Abb Naa Murr Murr Key PukaAro Unn Ko
LoG Raastay May Theharr Jaate Haein

KhaALii Daamann Seyy Shikaayyat Keisee
Aasshhkk Aankhoo'n Mai To Bharh Jaaty Hain

Tumm Kahaan JaAo Gey Socho
LoG Thhakk Haar Ke Ghar Jaatay Heain..??

Two Lines Poetry and Two Lines Shayari Parveen Shakir

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:33
Two Lines Poetry and Two Lines Shayari Parveen Shakir
Numm Hain PaLkain Tairii Ay Moaj-e-Hawa, Raat Key Saath

Kiyaa Tujhay Bhee Koie Yaad Aataa Hay BarSaat Kay Saath..??

Parveen Shakir Sad Poetry Sad SHayari


Zikar-e-Shab-e-Firaq Se Wehshatt Usay Bhee Thii
Merii Tarahaa Kisii Se Mohabbat Usay Bhee Thii

Mujhko Bhee Shook Thaa Naye Chehro'on Kee Deed Ka
Raastaa BadaLL Ke ChaLney Kee Aadat Usey Bhee Thi

Uss Raat Dair Takk Rahaa Voh Mehfil-e-Guftagoo
Masroof May Bhee Kum Tha, Faraghat Usey Bhi Thii

Mujh Say Bichhar Key Sheharr May Ghull Mill Geaya Voh Shakhs
HaLaan Key Shehar Bharr Se Adawat Ussay Bhii Thii

Wo Mujh Say Barh Kar Zabatt Ka Aadi Taha Jee Geyya
Werna Har Aik Saans Qayyamat Usaey Bhii Thii

Sunttaa Thaa Voh Bhii Sab Se Puraani Kahaaniyaan
Shayed RafaaQato'on Kee Zaroorat Useay Bhee Thii

Tanha Huwa Saffarr May To Mujh Par KhuLa Yeh Bhaed
Saaye Sey Piyaar Dhoop Se Naffrratt Ussaey Bhiiee Thii

Main Ussay Keh Naa Sakka Yoo'n Bhii HaaL-e-DiL
DarPeish Aik Tazaa Mossiibat UsSay Bhee Theee..??

Followers

01-12-2013 Start 1