Like This Page

Sunday, November 17, 2013

Mohsin Urdu Poetry Samandar Shayari Mohsin Naqvi Sad GhazaL

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:34
Mohsin Urdu Poetry Samandar Shayari Mohsin Naqvi Sad GhazaL
Jiss Ko ToFa'aan Say Ulljhnay Kee Ho Aadatt Mohsin

AiSsii Kasshhttii Ko Samanddarr Bhee DUA Daittaa Hay..??
 

Mohsin Naqvi Sad GhazaL


Yeh PhooL Yeh Khushboo Yeh NaGarr Zehn May Rakhnaa
Gar Saath ChaLay Ho To Safar Zehn Mey Rakhnnaa
Kayii RanG BadaLtaa Hai Bharossaa Nahain Uss Kaa
FiLhaaL Woh MukhLiss Hai MaGarr Zehn May Rakhnaa
Tum Mom Kaa Aik MehaL Banaanay To LaGey Ho
Suraj Bhii NikaLtaa Hai Edhar Zehn Mey Rakhnna
Har RanG Bharrii Cheez Ka Anjaam Yahee Hai
TiTLii Kaa Yeh Toota Huwa Par Zehn Men Rakhnnaa
Jeee Bhar Key FaLak Boss Emaraat Mein Raho Mohsin
iss Shehar Mai Mera Bhee Hai Ghar Zehn Mey Rakhnnaa..??

Kon Kehta He Mohsin 2 Line Sad Poetry Mohsin GhazaL Shayari

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:28
Kon Kehta He Mohsin 2 Line Sad Poetry Mohsin GhazaL Shayari
Koun Kehhttaa Hai Nafrato'on May Darrd Hei Mohsin
 
Kuchh Mohabbatein Bhee Barrii Aziyyat Naak Hotii Hein..??

Mohsin Naqvi Sad GhazaL Shayari

Sub Sey Anjaan Kiya Khud Say Shanaasaa Kar Kay
 
Kiya MiLLaa Uss Ko Merii Zaat Ka Tamaasha Kar Keyy
 
iss Qadarr Bhee Koei Ehsaas Say Aarrii Ho Ga
 
Voh Buhat Khush Hey Mujhay Shehar May Ruswaa Ker Kayy
 
Woh Mujhay Dey Naa Sakkaa Merii Wafaa Kaa BadLaa
 
Main Hee Sharminda Huwa Uss Say TaQaaza Ker Keyy
 
Haath Voh MaLta Hey Abb Kho Key RafaaQat Merii
 
Khudd Bhii Rehtaa Hey AkaiLa Mujhay TANHA Ker Kayy
 
Tark-E-Duniya Say Bhee PaAi Nahain ManzaL Koie
 
Loat Gaya Main Tu Yahaan Khuwahish-e-Duniya Kar Kayy
 
Jiss Kay Daaman May Bharrii Main Nay Muraadain
 
ChaL Diyya DiLL May Bass Aik Raat Basera Ker Ke..??

Thursday, November 14, 2013

Chehra Urdu Shayari 2014 Chehra Urdu Poetry Chehra Nazam

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:15
Chehra Urdu Shayari 2014 Chehra Urdu Poetry Chehra Nazam
Aik Chehra Jo Meray Khuwab Sajja Daita Hai
Mujh Ko Meray Hee KhayaaLo'on May Sada Deita Hay

Vo Mera Kon Hey Ma'aLoom Nahain Hey Laikin
Jabb Bhee MiLta Hai Toh PehLoo Mey JaGaah Deitaa He

Main Jo Ander Say Kabhi Toot Ke Bikhroon
Wo Mujh Ko Thaamnay Ke Lye Haath Barha Deta Hai

Mein Jo Tanha Kabhi Chupkay Se Rona Bhi Chaahun
To Dil Ke Darwaazay Ki Zanjeer Hila Deta Hai

Us Ki Qurbat Me Hai Kya Baat Na Jaanay, magar
Ek Lamhay Ke Liye Sadyon Ko Bhula Deta Hai..??

Urdu Sad Prayer Nazam Mera Dil Yeh Kehta He 2014 Urdu Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:09
Urdu Sad Prayer Nazam Mera Dil Yeh Kehta He 2014 Urdu Poetry
Mera DiL Yeh Kehta Hai

Mera DiL Yeh Kehtaa Hey
 
Aik Nazam Likhoo'n Tum Par
 
Aik AiSii Nazam Jo
 
Umeed Kee Kiran BaN Kar
 
ZindaGee Kee Raahoo'n May
 
Saath Dey Har Ek PaL Mey
 
EK Aisii Nazam JO
 
Raat Kii MuSaafat Mai
 
Deeep Ban Kay DikhaAye
 
Raastaa Sadaa TUM Ko
 
Aik Aisii Nazam Jo
 
Ghardish-E-Zamaanaa May
 
TUM Pay SaAy-e-Baan Kar Dey
 
Merii Ek DUA Ban Ker..??

Urdu Sad Eid Ghazal Shayari 2014 SMS Eid Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:05
Urdu Sad Eid Ghazal Shayari 2014 SMS Eid Poetry
Eid Ka DiN Hai

Eid Ka Din Hai Aaj To GhaLay MiL Lay ZaaLim
 
Rasam-E-Duniyaa Bhi Hey, MoKaa Bhi Hay, Dastoor Bhee Hai
 
iShQ iSs Tarhaan Kay Ghustaakh Taaza Naa Kare
 
HuSsan Mazdoor Bhii, Majboor Bhii, MaGhroor Bhii
 
Gharoor-e-HuSsan Kay Sad'kay Mohabbat Yoon Nahain Kartay
 
Bharriii MehFiL May Zaaher DiL Kee Wehshat Yun Nahain Kartey
 
Yeh Maana Tumm HaSeen Ho, Tumhain HaQ Hai Sharaarat Kaa
 
KiSsii Kee Jaan Pay BaN JaAye Sharaarat Yoon Naheen Kartay
 
Kuchh Apnay HuSsan Kii Khairaat Day Do Humm Fakeeroon Ko
 
KiSii SaahiL Ko Apnay Dar Say RukhSat Yun Nahein Kertey
 
Hayyaa Aur Sharam Ko Hum HuSsan Kaa Zewar Samjhtay Hain
 
Yeh Zewar Loottaa Key Day Jaaye Sakhaawat Yoon Nahain Kartey
 
Tumhaari Aik Nazar Per FaisLa Hai ZindaGaani Kaa
 
MaSeehaa Ho Key BeeMaaroo'n Say Ghaflat Yun Nahein Kartey
 
Aap Ney Jo Kahaa Wohee Theek Sahii
 
Meraa Kehnaa Bhee Kuchh Buraa Toh Nahain
 
Kay Eid Ka DiN Hay Aaj To GhaLay MiL Lay
 
Rasam-E-Duniyaa Bhi Hey, MoKaa Bhi Hay, Dastoor Bhee Hai..??

Followers

01-12-2013 Start 1