Like This Page

Wednesday, June 19, 2013

Romantic Hont Poetry Hont Shayari Hont SMS Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 07:01
Romantic Hont Poetry Hont Shayari Hont SMS Poetry
Yeh Hoont
 
Hussan Ki Jheel Ho Tum Aur Kinaaray Hein Yeh Hoont
 
Sach To Yeh Hai Kay Jaan Say Piyaaray Hein Yeh Hoont
 
Main Nay Har Baar Mohabbat Say inhein Chooma Hai
 
Uss Nay Har Baar Mohabbat Say Ubhaaray Hein Hoont
 
Haath Hoonto Pay Meray Rakh Kay Mujhay Kehnay LaGay
 
Rokiye iN Ko, Bohat ShoQ Kay Maaray Hein Yeh Hoont
 
Band Hotay Hein Yeh iNkaar Ki Sorat Me MaGar
 
Aadhay KhuLay Hoon To Mohabbat Kay iShaaray Hain Yeh Hoont
 
Aaj Khuda Apnay MuQadar Pay Rashk Aaya
 
Aaj Hoonto Me Meray Uss Nay Utaaray Hein Yeh Hoont
 
Chooom Kar Hoont Meray Uss Nay Kaha,,Ae PaGal
 
Bass Tumhaaray Hein,Tumhaaray Hein,Tumhaaray Hein Yeh Hoont...??

Tuesday, June 18, 2013

Wo Mujhay Daikhta Raha Urdu Designed Poetry 2013

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:56
Wo Mujhay Daikhta Raha Urdu Designed Poetry 2013
Aaj Barri Dair Tak Wo Mujhay Daikhta Raha MohSin
 
Naa Jaanay Kiyoon LaGaa Kay Wo Mujhay Chhorh Jaaye Ga...??

2 Line Urdu Poetry Such Kahein To Yaaro Ham Ko Khabar Nahein Thi

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:49
Ab Such Kahein To Yaaro Ham Ko Khabar Nahein Thi
Ab Such Kahein To Yaaro Ham Ko Khabar Nahein Thi

Ban Jaaye Ga Qayyaamat Ek WaQiya Zara Saa...??

Aey Larki SuNo Tumahri DiLRuba Aankhain

0 comments Posted by Faheem Zahid on 06:44
Aey Larki SuNo Tumahri DiLRuba Aankhain
Ae Larki SuNo

Tumhaari DiLRuBa Aankhein

Jab Sharm Say Jhukti Hein

Tumhaaray Hontoon Ki Hidat Say

Tumhaaray GaaL Ki Laaali
 
Mujhay Sub Kuchh Bataati Hai
 
Tumhain Kitni Mohabbat Hai
 
Tumhein Kiss Ki Zaroorat Hai
 
MaGar Ek Ehsaas Hota Hai
 
Rishtay Kitnay Bhi Sachay Hoon
 
Jaanaaan Hee MuQadar Hai
 
Ghari Bhar Ki MuLaQaatein Samjho To Ghanimat Hai...??

Tuesday, June 04, 2013

Sad Poetry Of Ahmed Faraz Latest Sad Poetry Kabhi Us Ke Ro-Baro Bhi Ho Jaye

0 comments Posted by Faheem Zahid on 05:15
Sad Poetry Of Ahmed Faraz Latest Sad Poetry Kabhi Us Ke Ro-Baro Bhi Ho Jaye
Arz-e-Gham Kabhi Us Kay Ro-Barro Bhi Ho Jaye
Shayari To Hoti Hai, GuftaGu Bhi Ho Jaye

Zakham-e-Hijar Bharnay Say Yaaad To Nahein Jaati
Kuchh Nishaan To Rehnay Hain, Dil Rafu Bhi Ho Jaye

Rannd Hain Bharay Bethay Aur May-Qada Khaali
Kiya Banay Jo Aisay Mein Aik 'Ho' Bhi Jaaye

Main Edhar Tann-e-Tanha Aur Udhar Zamaaana Hai
WaAye Gar Zamaanay Kay Saath, Tu Bhi Ho Jaaye

Pehli NaaMuradi Ka Dukh Kahein Basrta Hai
Baad Mein AGar Koi Surakh Rop Bhi Ho Jaaye

Deen-o-DiL To Kho Bethay Ab "Faraaz" Kiya Hai
Koye Yaar Mein Ghaarat Aabro Bhi Ho Jaaye....??

Followers

01-12-2013 Start 1